Raksha Bandhan SMS 2011, Raksha Bandhan Messages 2011, Raksha Bandhan SMS in Hindi, Rakhi SMS, Happy Rakhi SMS 2011, Rakhi SMS, Send Rakhi Messages and Raksha Bandhan SMS 2011

Tuesday, August 2, 2011

Raksha Bandhan SMS 2011, Raksha Bandhan Messages 2011, Raksha Bandhan SMS in Hindi, Rakhi SMS, Happy Rakhi SMS 2011, Rakhi SMS, Send Rakhi Messages and Raksha Bandhan SMS 2011
Khuda kare har raat chand bankar aaye
Din ka ujala shaan bankar aaye
Kabhi dur na ho aapke chehre se hansi
Naya din aisa koi mehman bankar aaye
Happy Rakhi Festival


Bhain kahe mere bhai
Tujhko buri nazar na lage
Mere raja bhaiya tujhko
Meri bhi umar lage
Happy Rakhi Festival


Nind apni bhula kar sulaye humko
Aansu apne giraker hasaye sabko
Dard kabhi na dena us devi ke avtar ko
Jamana jise kehta hai bhain jisko
Happy Rakhi Festival


Raksha bandhan ka tyohar hai
Har taraf khusiyon ki bochaar hai
Bandha ek dhage mein
Bhai-Bhain ka pyar hai.